Safar (Bhuvan Bam) Lyrics


Song: Safar
Singer: Bhuvan bam
Music: Omkar Tamhan
Lyrics: Bhuvan bam


Safar (Bhuvan Bam) Lyrics:

Safar, kaisa hai yeh safar
Manzilon ki na hai koyi khabar

Safar, kaisa hai yeh safar
Manzilon ki na hai koyi khabar

Raaston se meri gehri yaari ho gayi
Jo farz se bhara tha basta
Woh bhi khaali ho gaya
Bura hai zamana
Tu chal dagar na kar agar-magar

Kaisa hai yeh safar
Manzilon ki na hai koyi khabar
Safar, kaisa hai yeh safar
Manzilon ho ki na hai koyi khabar
Safar..

Pairon ko baandhe bediyan
Batayein sau kahaaniyan
Tu roshini tu rang hai
Tu ud rahi patang hai

Bana hai tu dha de ghazab
Aazmana hai ab is zamane ka har paitra

Ghuzar aisi raah se ghuzar
Jee uthe har pehar

Safar, kaisa hai yeh safar
Manzilon ki na hai koyi khabar
Safar, kaisa hai yeh safar
Manzilon ki na hai koyi khabar

Safar..

Comments

Popular posts from this blog

Humnava Mere (Jubin Nautiyal ) Lyrics

Gazab Ka Hai Din (Dil Junglee) Lyrics | Jubin Nautiyal & Prakriti Kakar | Tanishk Baagchi

Change Charlie Puth Featuring James Taylor Lyrics